Thursday, February 16, 2012

Aansu Chalak Pare...........




Aaj Ek dost ne kaha tu shadi kis se karega ?
Maine kaha main shadi shuda hon ..

Kehne laga kaun hai tera jeevan sathi ?
Maine kaha yadein hain kisi ki ..

Kehne laga kis ne parhaya tha nikah?
Maine kaha mustaqbil k khawabon ne ..

Wo bola kaisi guzar rhi hai zindagi ?
Main bolne hi wala tha k ankhon se aansu chalak pare ..

Wo bola use chor q nahi deta ?
Maine kaha haq-mehar mein apni zindagi likhi hui hai…........
----------------------------------------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment